Mehboob-e-Khuda Nabiyon ke Sardar ke jaisa, Sarkar ke jaisa | Gulzar-e-Millat Naat Lyrics Kaunain mein us Moonis-o-Ghamkhwar ke jaisa Hai kaun bhala Ahmad-e-Mukhtar ke jaisa, Sarkar ke jaisa Mehboob-e-Khuda Nabiyon ke Sardar ke jaisa, Sarkar ke jaisa Hai kaun bhala Ahmad-e-Mukhtar ke jaisa, Sarkar ke jaisa Kya is mein ajab kar diya Sidra ki maki'n, Jibril-e-A'mi ne Dekha na koi Saiyyed-e-Abrar ke jaisa, Sarkar ke jaisa Siddique ho, farooq hon, Usman-e-Ghani hon ya Maula Ali hon Hai kaun yahan duniya mein in char ke jaisa, Sarkar ke jaisa Wo Maula Ali Sher-e-Khuda Fateh-e-Khaiber Damad-e-Payamber Laye to koi Haider-e-Karrar ke jaisa, Sarkar ke jaisa Ae Chaand! Tera husn-o-jamal apni jagah hai, Bilal apni jagah hai Aaya na koi in ke kharidar ke jaisa, Sarkar ke jaisa Ae Bagh-e-Iram! Teri baharon mein nahi hai, hazaron mein nahi Tayba ke haseen un gulo-gulzar ke jaisa, Sarkar ke jaisa Palta hai sada aap ke tukdon pe zamana, Husnain ke nana! Darbar nahi aap ke darbar ke jaisa, Sark...
Kyun karna dil mein ho ulfat Rasul ki
Jannat mein leke jayegi chahat Rasul ki
(Bigdi Bhi Bana ege Dar par bhi bulaege
Ghabrao na diwamo sarkar bulaege)
Ghabrao na diwamo sarkar bulaege)
Chalta hu mein bhi qaafilon walon ruko zara
Milne do bus mujhe bhi ijaazat Rasul ki
Milne do bus mujhe bhi ijaazat Rasul ki
Jannat mein leke jayegi...
Pooche jo deen-o-imaan nakirain qabr mein
Uss waqt mere lab pe ho mid-hat Rasul ki
Uss waqt mere lab pe ho mid-hat Rasul ki
Jannat mein leke jayegi...
(Qabr Me Sarkar Aae to me qadmo me giru,
Gar farishte bhi uthae to me unse yun kahoon,
Abto paae naaz se me aye firishto kyu unthu,
Mar ke pahuncha hun yahan is dil ruba ke waaste)
Gar farishte bhi uthae to me unse yun kahoon,
Abto paae naaz se me aye firishto kyu unthu,
Mar ke pahuncha hun yahan is dil ruba ke waaste)
Tarpa ke unke qadmon mein mujhko girade shoq
Jis waqt ho lahad mein ziyaraat Rasul ki
Jis waqt ho lahad mein ziyaraat Rasul ki
Jannat mein leke jayegi...
Sarkar ne bula ke Madina dikhaa diya
Hogi mujhe naseeb shafaa-at Rasul ki
Hogi mujhe naseeb shafaa-at Rasul ki
Jannat mein leke jayegi...
Ya rabb dikha de aaj ki shab jalwa-e-Habeeb
Ik baar to ataa ho ziyarat Rasul ki
Ik baar to ataa ho ziyarat Rasul ki
Jannat mein leke jayegi...
Tu hai ghulam unka Ubaid-e-Raza tere
Mehshar mein hogi saath himaayat Rasul ki
Mehshar mein hogi saath himaayat Rasul ki
Jannat mein leke jayegi...
Kyun karna mere dil mein ho ulfat Rasul ki
Jannat mein le kar jayegi chahat Rasul ki
Jannat mein le kar jayegi chahat Rasul ki
Comments
Post a Comment